Abul fazal farsi noha nadeem
Abul fazal farsi noha nadeem
Farsi nohay mp3!
Abal fazl
Abal fazl e bawafa alamdare lashkaram
Maahe hashmi nasab ameere dilawaram
Khuda ke deen ka paasbaan shujaaton ka aasmaan
Jalaal tera al amaan abal fazl
Hussainiat ka tarjuma ye ghamzadon ka saayeban
Alam badosh rehnuma abal fazl
Abal fazl e bawafa alamdare lashkaram
Maahe hashmi nasab ameere dilawaram
Ye murtaza ka gulbadan weqar e haideri chaman
Shujaaton ki anjuman abal fazl
Ali misal tegh zan wohi sukhan wohi chalan
Ali ye dashte karbala abal fazl
Abal fazl e bawafa alamdare lashkaram
Maahe hashmi nasab ameere dilawaram
Ameere sabr ka akhi karaare jaane zainabi
Amme sakina hai yehi abal fazl
Tujhko shahadat jo mili bhulegii duniya na kabhi
Tera alam uncha raha abal fazl
Abal fazl e bawafa alamdare lashkaram
Maahe hashmi nasab ameere dilawaram
Ai noore dil mara qamar ai roshni mara sahar
Ba waqte gham mara sipar abal fazl
Tere hain sab ye pehron par tu hi duaon me asar
Tere sabab hubbe khatar abal fazl
Abal fazl e bawafa alamdare lashkaram
Maahe h